La Nabeya baadi Kalam Muzaffar Warsi Awaz Qari Muhammad Asif @QariHafizMuhammadAsif #LaNabeyabaadi #Muzaffar Warsi #QariMuhammadAsif Naat: Muzaffar Warsi Awaz: Qari Hafiz Muhammad Asif (Dubai) خود میرے نبی نے بات یہ بتا دی ، لانبی بعدی ہر زمانہ سن لے یہ نوائے ہادی ، لانبی بعدی لمحہ لمحہ اُن کا طاق میں ہوا کے جگمگانے والا آخری شریعت کوئی آنے والی اور نہ لانے والا لہجہء خدا میں آپ نے صدا دی، لانبی بعدی تھے اصول جتنے اُن کے ہر سخن میں نظم ہو گئے ہیں دیں کے سارے رستے آپ تک پہنچ کر ختم ہو گئے ہیں ذات حرفِ آخر ، بات انفرادی، لانبی بعدی ارتقائے عالم کر دیا خدا نے صرف نام اُن کے اُن کی خوش نصیبی جن کے ہیں وہ آقا ، جو غلام ان کے گونجے وادی وادی آپ کی منادی، لانبی بعدی اُن کے بعد اُن کا مرتبہ کوئی بھی پائے گا نہ لوگو ظلی یا بروزی اب کوئی پیعمبر آئے گا نہ لوگو آپ نے یہ کہہ کر مہر ہی لگا دی ، لانبی بعدی مظفر وارثی Khud Mere Nabi ne baat yeh bata di la nabiabadi la nabiabadi Har Zamana sun le Har Zamana sun le yeh nava e hadi la nabiabadi la nabiabadi Lamha lamha unka taq mein hawa ke jagmagane waala Akhri Shariat koi ane wali aur na koi laane waala Lehja e Khuda mein aap ne sada di la nabiabadi Thay usool jitne un ke har sukhan mein nazm hogaye hain Deen ke saare raste aap tak pohanch kar khatam hogaye hain Zaat harf e akhir baat infiradi la nabiabadi Irtaqa e aalam kar diya Khuda ne sirf naam un ke Un ki khush naseebi jin ke hain woh aaqa jo ghulam un ke Goonjay wadi wadi aap ki munadi la nabiabadi Un ke baad un ka martaba koi bhe paaye ga na logo Zilli ya baroozi ab koi payamber aye ga na logo Aap ne yeh keh ker mohar hee lagaadi la nabiabadi